छत्तीसगढ़ बेरोजगारी भत्ता का भौतिक सत्यापन तिथि कैसे पता करे | CG Berojgari Bhatta ka Bhautik Satyapan Date Kaise Pata Kare –
छत्तीसगढ़ बेरोजगारी भत्ता में आवेदन करने के बाद आपको एक और चरण से गुजरना होगा वो है भौतिक सत्यापन या दस्तावेज सत्यापन प्रक्रिया। छत्तीसगढ़ बेरोजगारी भत्ता का भौतिक सतयापन के तिथि को आप आपने आईडी और पासवर्ड की सहायता से विभागीय वेबसाइट https://berojgaribhatta.cg.nic.in/ में जाकर लॉगिन कर लेना है
आपके डैशबोर्ड में एक संदेश दिख रहा होगा की आप इस दिनांक को इस समय उपस्थित होकर सत्यापन करा सकते है करके। सत्यापन करना अनिवार्य है तभी आपको भत्ता मिलेगा। जैसे – जैसे आप आवेदन करते जायेंगे आपको दो से तीन दिनों में आपके डैशबोर्ड में आपका सत्यापन की तिथि दिख जायेगा। आपको उसमे सत्यापन स्थान, दिनांक एवं समय दर्शित होगा जकर अपना सत्यापन करा सकते है।
छत्तीसगढ़ बेरोजगारी भत्ता भौतिक दस्तावेज सत्यापन के लिए दस्तावेज –
- आधार कार्ड, रोजगार पंजीयन कार्ड
- 10वी / 12वी / उच्च योग्यता प्रमाण पत्र
- जाति, निवास, आय प्रमाण पत्र
- ऑनलाइन आवेदन की हार्ड कॉपी
- रंगीन पासपोर्ट साइज फोटोग्राफ इत्यादि।
Sir mera rojgar panjiyan 2015 ka hai our 2018 me fir 2021 me navinikaran karaya hu chalega ki nai
chalega but 1 april ki sthiti me 2 yaer ho jana chahiye
Sir Mera rojgar panjiyan 2018 me karaya tha jabkki 2021 mai fir Huwa phir lokdawn ke kardah 3march 2022 nawnikardah karaya hai Mera chalega form bhara gaya hai
2 saal purana ho jana chahiye chalega fir 01 April ki sthiti me
Satyapan date ni aaya h. 1 week ho gya hai form Dale reason sir?
aap apna login id se login kar dekhiye usme dikhayega
Login krk hi daily check kr rhi hu satyapan k liye lambit h kripya pratiksha kijiye likha h . Kya kru sir
Sir mujhe berojgari bhatta wala form fill kiye 1 hapte se jyada ho Gaye hai lekin abhi Tak koi call nahi aaya form fill karne ke baad 2se 3 din baad ek message aaya tha aur date aur time likha thaa lekin stahan nahi likha tha ab kya Karu kuchh samajh nahi aaraha hai
aapko berojgari bhatta ke official site me login karke dekhna tha ki apka bhautik satyapan kab hai lekin fir bhi agar nai ja paye to collector office me jakar satyapan kara sakte ho
Rojgar bhatta joyna bahut hi achha h
Sir mera berojgari bhatta form dalne ke print karwaya hu usme mera hi photo hai jabki abhi website me login kiya to pdf me photo kisi aur ka hai ishka karan hai sir
kcuh nai hoga document verification me apna photo lekar jana
Job
Sir Ji maine Mere berojgari bhatte ka print karwaya hu usme mera hi photo hai jabki abhi website me login kiya hu to usme kisi dusre ka photo dikha raha hai to Sir Ji uska kya karan hai aur mujhe berojgari bhatta Milega ki nahi
dikkat ka koi baat nai hai bhatta milega lekin apko login karke apke satyapan ka sthan aur time ko dekhna hai aur vaha jakar satyapan karana hai ho jayega
Sir my income certificate is of financial year 2021-22 but from april it’s 2022-23. Which income certificate is needed for verification?
aisa sabka ho raha hai but income certificate me anumodan ki date dekho vo date 2023 hai. isme koi dikkat ki baat nahi
Mera 2 apr dikhai de raha hai sir satyapan hoga ke nai 3 din hua hai massage nahi aaya Hai
Sir mera bhautik satyapan 8 ko tha pr mai kra nhi paya ab kya kru
apke collector office me jakar contact karo ho jayega
Sir Maine form bhar liya h 1 week ho gya pr abhi tk satyapan date ni aaya h reason kya h?
login kar dekhiye agar late ho jaye to satyapan kendra khud jakar satyapan karaiye
Maine 2april ko form dala tha abhi tak mera verification date & venue nhi aaya h, what should I do now???
aap login karke dekhiye usme dikhega
Mera aay bhu 2 sal Purana hai aur rojgar panjiyan v 2018 me navnikaran krwana tha but nhi Karwa Pai fir v berojgari bhatta me apply kr di hu aur satyapan k Liye date v AA gya hai toh Kya Mai wahi Purana document lekar jau ya fir navnikaran aur new aamdani banwa kr Jana padega . satyapan k date aane k bad v. Kabhi v jakar satyapan krwa Skte hai Kya please koi advice dijiye
apka rojgar panjiyan 2 saal purana hona chahiye lagatar renewal bhi hona chahiye aur aay praman patr abhi 2023 ka banvana padega satyapan me jane ke baad sabhi document up to date rahna anivary hai. satyapan nirdharit tithi tak hi many hai but abi let ho jaye to uska bhi online portal me option diya hai.aur kuch jankari chahiye to coment kare
Sir, Mera verification GP CSSDA Diya Inka satyapan kaha hoga.
स्कूल या जनपद में
sir mera panjeeyan 2018 m hua tha uske bad 2020 m naveenikaran tha but m nhi gyi thi uske bad july 2021 m gyi to vo new panjeeyan kr diye h to chalega kya m form fill ki hu uske bad satyapan m bulaye the to hoga kya mera
01 april ki sthiti me agar apka 2 carsh ho gaya to form bhar sakte ho, agar nai hua hai 2 varsh to wait karo
Human yadav berojgari bhatta me satyapan kaha kru
Sir mera berojgari batta ka form 12 May ko complete ho gaya hai aur abhi tak verification date nahi aya hai. Bas yahi bata raha hai satyapan ke liye lambit hai krpaya pratiksha karen. To verification date kab tak ayega Sir .
aayega login karke dekhte rahna
Mera vala bhi sem hai 13 ko farm bhara hu
aayega wait kare
Bank account me rupay nhi aaye hai 1 month ho Gaye.
Bank account me rupay nhi aaye hai 1 month ho Gaye. 13 April ko bhoutik satyapana ho chuka hai aur CSSDA ke or se approve kar diya hai kya kare?
AAYEGA AAP CHINTA NA KARE
Please reply and solutions de sir.
Mera satyapan ka din 25 Agast tha lekin mujhe call aur message bhi nahi aaya ab main kya kru
koi baat nai aap login karke dekhna padta hai fir bhi aap apne account me login karke nai jane ka karan likh do fir se apke satyapan ka date aa jayega.
Main to likh diya hu . ab wahi HI Malik hai
Aaya kya apka Paisa